Wednesday, January 23, 2013

Santa Banta sms in Hindi-Common

Santa : Mandir ke baahar chappal rakhne mein aur missed call dene mein kya common hai ?

Banta : Tu hi bata de.

Santa : Dono mein darr lagta hai koi utha na le.