Tuesday, January 22, 2013

Santa and Banta jokes in Hindi-Naughty lessons

Santa : Yaar, Exam hall ek aisi jagah hai jahan tu ladkiyon ko kuch bhi keh de, unko bura nahi lagega.

Banta: Accha...aisa kya keh sakte hain?

Santa: Main kuch examples batata hoon, jaise

# Kuch to dikha de yaar, chal figure hi dikha de

# Haath hata, kuch dikh nai raha hai.

# Thoda sa reh gaya niche ka, bas 10 min aur karne de

# Dede yaar, warna main to mar jaoonga

# Ek baar aur khol de, main fatafat kar lunga iss baar