Thursday, October 11, 2012

Santa Banta sms in Hindi-Machli

Santa aur Banta talaab mein machli pakadne gaye. Unko sirf ek machli mili.

Ghar lautne par Santa ne trip ka kharcha nikala aur bola, "Arre Banta, yeh machli hame ek hazaar rupaye ki padi!"

Banta: “Bhagwaan ka shukar hai hamne aur zyada machli nahi pakdi!.”