Monday, September 10, 2012

Santa Banta sms in Hindi-Cheating

Santa aur Banta exam mein cheating karne hi wale the ki Teacher agya aur Santa se pucha: Tumse Banta ne abhi kya pucha?

Santa: Sir is ne pucha Japan ka capital kya hai.

Teacher: To tum ne bata diya?

Santa: Nai Sir.. Maie isko danta tha ki abi to tu ne muje toka hai magar ab na “TOKYO”