Sunday, September 9, 2012

Santa and Banta jokes in Hindi-Dushman

Santa : Wo jo Table pe Admi betha hai Usse meri Dushmni hai

Banta : Table pe to 4 Admi hain

Santa : Wo jis ki Moochhein hain

Banta : Moochein to Sab ki hain

Santa : Wo jis ke Safaid kapde hain

Banta : Wo to Sab ke hai ,

Santar ne gusse me Pistol nikali aur 3 Admion ko mar kar bola...Wo jo reh gaya hai wo mera Dushman hai.