Saturday, June 22, 2013

Train timings

Santa:- Express kitne baje hai?
T.T:- 3 baje.
Santa:- Local?

T.T:- 7 baje.
Santa:- Aur maal gadi?

T.T:- 12 baje, Abe tujhe jaana kahan hai?
Santa:- Patri pe potty karne.