Sunday, March 24, 2013

Short Santa jokes-Gusse ki maar

Santa ko ladki ne chappal maara..!

Santa : Tumne yeh chappal gussey se maara ya mazaaq se?

Ladki : Gussey se!

Santa : To phir thik hai... warna main aisa mazaaq bardasht nahi karta!!