Tuesday, February 5, 2013

Short Santa jokes in Hindi-Itna bada

Santa ka beta: Papa, main itna bada kab ho jaunga ki mummy se bina poochey ghar se bahar ja sakoo.

Santa thandi saans lete hue bola: Beta, itna bada toh abhi main bhi nahi hua hoon.