Monday, April 9, 2012

Santa Banta sms in Hindi-Pitai

Santa Banta ki khub pitai huyi.

Par Q?

Qki Dono B'Day party mein muft ka khana khaate pakde gaye

Aur kehne lage: Hum ladki walo k taraf se hain.