Friday, February 3, 2012

Santa Banta sms in Hindi-Start

Banta chabi se apna kaan khuja raha tha.

Santa use ghur ke dekh raha tha, kuch der baad bola

Arre Banta, agar tu start nahi ho raha hai, to dhakka lagau?