Wednesday, January 18, 2012

Santa and Banta jokes in Hindi-Balance

Santa apne friend Banta ke saath ATM gaya.

Santa : Banta, zara mera balance check kar do, mujhe check karna nahi aata.

Banta ne Santa ko dhakka de diya, aur Santa gir gaya.

Banta : Tumhara balance kharab hai!!