Sunday, December 11, 2011

Santa Banta jokes in Hindi-Pyar kab hota hai?

Santa:Ye pyar kab hota hai?

Banta: Jab time khrab chal raha ho, rahu ketu or shani ki dasa kharab ho, apka mangal kamjor ho, aur bhagwan maze lene ke mood mein ho....