Tuesday, February 16, 2010

Santa Banta jokes in Hindi-Fire fighter

Santa: Yaar aaj pehli bar Maine accha kaam kya, jiss par logon NE mujhe bohat mara!

Banta: Who kya..

Santa: Ek makan mein aag lagi thi, aur andar kuch log thay, Maine window tori aur andar ja kar sab logon ko bahar nikal diya.

Banta: Toh logon NE kyun mara

Santa: Yaar, kyun ke who sab log fire fighter thay!