Thursday, January 28, 2010

Santa Banta Jokes in Hindi - Kutub Minar

Santa : Jab mai chhota tha tab kutub minar se gir gaya tha !

Banta : Bap re ! Fir tu jinda raha tha , ya mar gaya tha !

Santa : Yad nahi , mai bahot chhota tha na !