Saturday, February 9, 2013

Santa and Banta jokes in Hindi-Shaadi ka khana

Shaadi mein Santa bahut der tak khana kha raha tha.

Banta ne poocha kab tak khaoge?

Santa: Mein toh khud kha-kha ke pareshan hoon, par kya karoon card mein likha tha Dinner 7 PM to 10 PM.